SEO Kya Hai? Aur Ye Kaise Kaam Karta Hai? – Urdu Guide

SEO kya hota hai? On-Page, Off-Page aur Technical SEO kya hain? Google mein apni website kaise rank karwayein – Urdu mein mukammal maloomat sirf AZ Facts par.

SEO Kya Hai? Aur Ye Kaise Kaam Karta Hai? – Urdu Guide

SEO ka matlab hai Search Engine Optimization. Ye aik technique hai jiska use karke hum apni website ya blog ko Google jese search engines mein rank karwate hain taake zyada traffic mile.

SEO Ka Maqsad Kya Hai?

Aap agar koi cheez Google mein search karte hain to aap sirf pehle page ki websites dekhte hain. SEO ka kaam hota hai aapki website ko Google ke pehle page

SEO Ke 3 Main Types

1. On-Page SEO

Ye wo cheezein hoti hain jo aap apni website ke andar optimize karte hain jaise:

  • Title aur Meta Description
  • Headings (H1, H2, H3)
  • Keywords ka use
  • Alt text for images
  • Internal links

2. Off-Page SEO

Ye wo techniques hoti hain jo website ke bahar ki jati hain jaise:

  • Backlinks banana
  • Guest posting
  • Social sharing
  • Forum participation

3. Technical SEO

Is mein website ki speed, mobile-friendliness aur Google bots ke liye site ko optimize kiya jata hai:

  • Website loading speed
  • Mobile responsiveness
  • Sitemap aur robots.txt
  • SSL certificate (HTTPS)

SEO Ka Faida

  • Free aur long-term traffic milta hai
  • Business ya blog ki visibility barhti hai
  • Trust aur authority develop hoti hai

Conclusion

Agar aap blogging, digital marketing, ya online business mein success chahte hain to SEO seekhna zaroori hai. Agle post mein hum baat karein ge WordPress aur Facebook Pixel ke integration ke baare mein.

AZ Facts par bane rahiye – har IT aur Digital topic Urdu mein asaan zaban mein!

Comments