Free mein Blog banaye aur paise kamayen – Shuruaat ka Asaan Tareeqa

Is post mein aapko batayein ge ke kaise aap free mein blog shuru kar sakte hain aur blogging se earning kar sakte hain – wo bhi bilkul simple Roman Urdu mein.

AZ Facts - Digital Socho, Digital Samjho

Free mein Blog banaye aur paise kamayen – Shuruaat ka Asaan Tareeqa

Agar aap ghar baithe kuch karna chahte hain to blogging aap ke liye best option hai. Na sirf aap apni baat duniya tak pohncha sakte hain, balke acha khasa paisa bhi kama sakte hain.

Blog banane ke liye kya chahiye?

Aapko sirf aik Gmail ID chahiye. Blogger.com par ja kar apna free blog banayein. Wahan apna naam, design aur topic select karein. Aur phir likhna start karein.

Blogging se paise kaise aate hain?

Jab aapke blog par traffic aata hai to aap Google AdSense ya sponsored content se earning shuru kar sakte hain. Aap Affiliate Marketing bhi kar sakte hain.

Kaam ki Tips

  • Hamesha original content likhein
  • Traffic barhane ke liye social media use karein
  • SEO seekhein taake Google par rank ho sakein

AZ Facts

Comments