Digital Marketing Kya Hai – Asaan Lafzon Mein Samajhiye

Digital marketing online marketing ka aik hissa hai jo aapko internet ke zariye apne product ya service promote karne ka moka deta hai.

Digital Marketing Kya Hai – Asaan Lafzon Mein Samajhiye

Digital marketing aik aisa tareeqa hai jisme hum internet ka istemal karke kisi product ya service ko promote karte hain. Yeh marketing ka modern aur powerful tareeqa ban chuka hai.

Digital Marketing ke Ahem Hisse

  • SEO (Search Engine Optimization)
  • Social Media Marketing (Facebook, Instagram etc.)
  • Email Marketing
  • Pay-Per-Click Advertising (Google Ads)
  • Content Marketing

Digital Marketing Kyun Zaroori Hai?

Har choti bari business ko internet par apni pehchan banani hoti hai. Is liye digital marketing zaroori hai taa k log aapki service ya product ke baare mein jaan saken.

Kaise Shuru Karein?

Aap free courses se digital marketing seekh saktay hain. Phir apna blog, YouTube channel ya kisi company ka kaam le kar start kar saktay hain.

AZ Facts – Digital Socho, Digital Samjho

Comments