AdSense Approval Kaise Lein? Blogger Aur WordPress Dono Ke Liye Guide – Urdu Mein
Google AdSense approval kaise milta hai? Blogger aur WordPress websites ke liye Urdu mein complete AdSense approval guide with tips & tricks.
AdSense Approval Kaise Lein? Blogger Aur WordPress Dono Ke Liye Guide – Urdu Mein
Agar aap apni website ya blog se earning start karna chahte hain to sabse pehla step hota hai: Google AdSense Approval. Is post mein hum detail se dekhein ge ke Blogger aur WordPress dono par AdSense approval kaise milta hai.
AdSense Kya Hai?
AdSense Google ka advertising program hai jiske zariye aapki website par ads lagte hain aur jab koi user un ads par click karta hai to aapko paisa milta hai.
AdSense Approval Ke Liye Requirements
- High Quality Content (Unique aur useful)
- Minimum 15–20 posts (har post 600+ words)
- Website par koi copyrighted content na ho
- Responsive aur clean layout/theme
- Website fully functional aur ads ready ho
Zaroori Pages Jo Hona Chahiye:
- About Us
- Contact Us
- Privacy Policy
- Terms & Conditions
- Disclaimer
Step-by-Step: Blogger Par AdSense Kaise Lagayein?
- Blogger Dashboard open karein
- “Earnings” tab mein jaake “Apply for AdSense” click karein
- Apna Gmail aur site link verify karein
Comments
Post a Comment